| Armaan dil ke jaane kyoon poore na hue |

| Aankhon se tum jaane kyoon door ho gaye |
| Na jaane kyoon, na jaane kyoon, na jaane kyoon |

| Sooni hui ye zindagi |
| Soona hua ye jahaan |
| Ḍhoonḍa main ne saara jahaan |
| Jaane tum kho gaye kahaan |
| Sooni hui ye zindagi |
| Soona ho gaya ye jahaan |
| Ḍhoonḍa main ne saara jahaan |
| Jaane tum kho gaye kahaan |
| Lamhe pyaare jaane wo kyoon kho gaye |
| Ab the jaage jaane kyoon phir se so gaye |
| Na jaane kyoon, na jaane kyoon, na jaane kyoon |
| Na jaane kyoon, na jaane kyoon, na jaane kyoon |
| Dil mein mere tu hi basa |
| Tu hi hai mera piya |
| Chhoṛa mujh ko, toṛa dil ko |
| Tu ne kyoon aisa kiya |
| Dil mein mere tu hi basa |
| Tu hi hai mera piya |
| Chhoṛa mujh ko, toṛa dil ko |
| Tu ne kyoon aisa kiya |
| Waade tere jaane kyoon poore na hue |