MUZTEXT
Текст пісні Raat Kali Ek Khwab Men Aai - Kishore Kumar
Інформація про пісню На цій сторінці ви можете ознайомитися з текстом пісні Raat Kali Ek Khwab Men Aai , виконавця -Kishore Kumar Пісня з альбому: Buddha Mil Gaya
Лейбл звукозапису:Saregama
Виберіть якою мовою перекладати:
|
| Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi. aur Gale Ka Haar Hui-2 |
| Subah Ko Jab Hum Neend Se Jaage |
| Aankh Tumhise Chaar Hui |
| Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi. aur Gale Ka Haar Hui |
| Chahe Kaho Ise Meri Mohabbat. |
| Chahe Hasi Mein Uda Do- |
| Yeh Kya Hua Mujhe Mujhko Khabar Nahin |
| Ho Sake Tum Hi Bata Do |
| Chahe Kaho Ise Meri Mohabbat. |
| Chahe Hasi Mein Uda Do- |
| Yeh Kya Hua Mujhe Mujhko Khabar Nahin |
| Ho Sake Tum Hi Bata Do |
| Tumne Kadam Jo Rakha Zameen Par |
| Seene Mein Kyun Jhankar Hui |
| Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi. aur Gale Ka Haar Hu |
| Yoon To Haseenon Ke Mahjabeenon Ke |
| Hote Hain Roz Nazare |
| Par Unhe Dekhke Dekha Hai Jab Tumhe |
| Tum Lage Aur Bhi Pyare |
| Yoon To Haseenon Ke Mahjabeenon Ke |
| Hote Hain Roz Nazare |
| Par Unhe Dekhke Dekha Hai Jab Tumhe |
| Tum Lage Aur Bhi Pyare |
| Bahon Mein Le Loon Aisi Tamanna |
| Ek Nahin Kai Baar Hui |
| Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi. aur Gale Ka Haar Hui |
| subah Ko Jab Hum Neend Se Jaage |
| Aankh Tumhise Chaar Hui |
| Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi. aur Gale Ka Haar Hui |
Поділіться текстом пісні:
Теги пісні:
#Raat Kali Ek Khwab#Raat Kali Ek Khwab Mein Aayi
Напишіть, що ви думаєте про текст пісні!
Інші пісні виконавця:
| Назва | Рік |
|---|
| 1982 |
| 2018 |
| |
| 2011 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2014 |
| 2011 |
| 2015 |
| 2012 |
| 2016 |
| 2006 |
| 2012 |
| 1971 |
| 2020 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2015 |
| 2018 |
| 2018 |