Текст пісні Pehla Pyar - Gajendra Verma

Pehla Pyar - Gajendra Verma
Інформація про пісню На цій сторінці ви можете ознайомитися з текстом пісні Pehla Pyar , виконавця -Gajendra Verma
У жанрі:Поп
Дата випуску:19.02.2021
Мова пісні:Англійська

Виберіть якою мовою перекладати:

Pehla Pyar
Ab na rukenge, ab aur na seh paayega dil yeh
Ab na rukenge, ab aur na seh paayega
Saath seekhe humne zindagi ke maayne sabhi
Saath dekhe the jo saare sapne ab kuchh nahin
Tu chali jaa par bhool na, ke main hoon tera pehla pyaar
Dil toh majboor tha, ke chal pada teri ore hi
Har baar, mere yaar, dildaar
Har baar, mere yaar, dildaar
Kaisi yeh judaai hai, aankh bhar aayi hai
Oh ve Rabba, Teri kaise yeh Khudaayi hai
Kaisi yeh judaai hai, aankh bhar aayi hai
Pyaar ki duniya Toone aisi kyun banaayi hai
Ab yahaan kya rakha hai, kya main samjhaaoon dil ko
Kis tarah se bata de, ab bhula doon main tumko
Theek hai tumse kya main kahoon
Bas bata kaise tujh bin rahoon
Tu chali jaa par bhool na, ke main hoon tera pehla pyaar
Dil toh majboor tha, ke chal pada teri ore hi
Har baar, mere yaar, dildaar
Har baar, mere yaar, dildaar
Kaisi yeh judaai hai, aankh bhar aayi hai
Ho ve Rabba, Teri kaise yeh Khudaayi hai
Kaisi yeh judaai hai, aankh bhar aayi hai
Pyaar ki duniya Toone aisi kyun banaayi hai
Kaisi yeh judaai hai, aankh bhar aayi hai
Ho ve Rabba, Teri kaise yeh Khudaayi hai
Kaisi yeh judaai hai, aankh bhar aayi hai
Pyaar ki duniya Toone aisi kyun banaayi hai

Поділіться текстом пісні:

Напишіть, що ви думаєте про текст пісні!

Інші пісні виконавця: