MUZTEXT
Текст пісні Woh Hata Rahe Hain Parda - Nusrat Fateh Ali Khan
Інформація про пісню На цій сторінці ви можете ознайомитися з текстом пісні Woh Hata Rahe Hain Parda , виконавця -Nusrat Fateh Ali Khan Пісня з альбому: Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai, Vol. 4
Лейбл звукозапису:Nupur Audio, Times
Виберіть якою мовою перекладати:
|
| Woh hata rahe hain parda |
| Woh hata rahe hain parda |
| Sar-e-baam chupke chupke |
| Woh hata rahe hain parda |
| Sar-e-baam chupke chupke |
| Mein nazara kar raha hoon |
| Sare-e-shaam chupke chupke |
| Ye jhuki jhuki nigaahein |
| Ye hasein hasein isharay |
| Mujhe de rahe hain shayed |
| Woh payam chupke chupke |
| Na dikhaao chalte chalte |
| Yun kadam kadam pe shokhi |
| Koi katl ho raha hai |
| Koi katl ho raha hai |
| Sar-e-aam chupke chupke |
| Kabhi shokhian dikhana |
| Kabhi un ka muskurana |
| Yeh adaaein kar na dalein |
| Mera kaam chupke chupke |
| Ye jo hichkiyan musalsal |
| Mujhe aa rahi hain alam |
| Koi le raha hai shayed |
| Koi le raha hai shayed |
| Mera naam chupke chupke |
| Woh hata rahe hain parda |
Поділіться текстом пісні:
Напишіть, що ви думаєте про текст пісні!
Інші пісні виконавця:
| Назва | Рік |
|---|
| 2009 |
| 2017 |
| 2015 |
| 2019 |
| 1994 |
| 1999 |
| 2015 |
| 2019 |
| 2019 |
| 2018 |
| 1991 |
| 2010 |
| 2015 |
| 2015 |
| 2019 |
| 2015 |
| 2014 |
| 1993 |
| 2019 |
| 2019 |