
Дата випуску: 15.12.2011
Мова пісні: Суахілі
Deva Shree Ganesha (From "Agneepath") |
Deva shree ganesha… 16 times |
Jwala si chalti hai ankhon main jiske bhi dil main tera naam hai |
Parwa hi kya uska arambha kaisa hai aur kaisa parinaam hai yee |
Dharati ambar sitare uski nazare utare darr bhi usse dara re Jiski rakhwaliyare karta sayaa tera hey (deva shree ganesha)… 8 times |
Ohh teri bhakti ka vardan hai jo kamaye woh dhanwan hai |
Bin kinare ki kashti hai wo deva tuzase jo anjaan hai |
Yu to mushak sawari teri sab pe hai peheredari teri |
Paap ki andhiya lakh ho kabhi jyoti na hari teri |
Apni taqdir ka wo khud sikandar hua re Bhul ke ye jahare jis kisine wahare saath paya tera |
Hey deva shree ganesha… 8 times |
Teri dhuli ka teeka kiye deva jo bhakt tera jiye |
Use amrit ka hai moh kya hasake vish ka wo pyala piye |
Teri mahima ki chaya tale kaal ke rath ka pahiya chale |
Ek chingari pratishodhse khadi rawan ki lanka jale |
Shatruoki katare ek akelese hare kan bhi parvat huare |
Shlok banke jahare naam aya tera hey deva shree ganesha… 8 times |
Ganapati bappa morya |
Ghalin lotangan wandina charan dolyane pahin rup tuze |
Preme alagin andi poojin bhave ovalin mhane namh |
Twamev mata pita twamev twamev bandhu sakha twamev |
Twamev vidya dravinam twamev twamev sakshat mamdevdev… arati |
Теги пісні: #Deva Shree Ganesha